1. Tujhe Kitana Chhahe Aur Lyrics From Kabir Singh
Song: Tujhe Kitna Chahein Aur
Movie: Kabir Singh
Singer(s): Jubin Nautiyal
Music By: Mithoon Sharma
Lyricist(s): Mithoon Sharma
Dil ka dariyaan behhi gyaa
Rahonmein yoon joh tu mil gaya
Mushkil se mein samdhalatha haan
Toot gaya hoon phir ek dafaa
Baat bighadi hain iss kadar
Dil hain toota toote hain hum
Tere bin ab lenge na ek bhi dum
Tujhe kitana chhahe aur hum
Tere bin ab lenge na ek bhi dum
Tujhe kitana chhahe aur hum
Baat bighadi hain iss kadar
Dil hain toota toote hain hum
Tere bin ab lenge na ek bhi dum
Tujhe kitana chhahe aur hum
Tere saath hi jayenge khatam
Tujhe kitana chhahe aur hum
Waqt hain kiya hum pe kaisa sitam
Tumbhi jezaar ho barbaad ho hum
Jaane kis rasatein mujhko le jaayenge
Bedisha yeh mere dagmagaate ye kadam
Saath deti parchayiyaan
Aur meharnbaan ho rahe hum
Tere bin ab lenge na ek bhi dum
Tujhe kitana chhahe aur hum
Tere saath hi jayenge khatam
Tujhe kitana chhahe aur hum
2. Yeh Aaina Lyrics From Kabir Singh
Song: Ye Aaina
Movie: Kabir Singh
Singer(s): Amaal Mallik, Shreya Ghoshal
Music By: Amaal Mallik
Lyricist(s): Irshad Kamil
Yeh aaina hain ya tu hain
Jo roj mujhko sawarein
Itana lage sochane kyun
Mein aaj kal tere baare
Tujhe khamoshiyonki
Lafzo ki mein toh leher hoon
Ehsaas ki hain toh duniya
Chota sa mein ek shehar hoon
Yeh aaina hain ya tu hain
Jo roj mujhko sawarein
Khud se hain ager tu bhekhabar bekhabar
Rakh loon mein tera khayal kya
Chup ke chup ke tu nazarmein hain utar
Sapno mein loon main sawal kya - 2
Mein daud ke pass aaun
Toh nind mein ho pukaare
Mein reth hoon tu hian dariyaan
Baithi hoon tere kinaare
Ye aaina hain ya tu hain
Jo roz mujhko sawarein
Tanha hain ager tera safar humsafar
Tanhaai ka mein jawab hoon
Hoga mera bhis asar
Padh le mein teri kitaab hoon - 2
Swine pe mujhko sajake
Jo raat saare guzaarein
Toh mein sawarese kehdoon
Mere shehar tu na aare
Yeh aaina hain ya tu hain
Jo roz mujhko sawarein
3. Bekhayali Lyrics From Kabir Singh
Song: Bekhayali
Movie: Kabir Singh
Singer(s): Sachet Tandon
Music By: Parampara Thakur, Sachet Tandon
Lyricist(s): Irshad Kamil
Bekhayali mein bhi tera bhi khayal aaye
Kyun bhichadna hain jaroori yeh sawal aaye
Teri nazadikiyon ki khushi behisaab thi
Hisse mein fasale bhi tere bemisaal aaye
Mein jo tujhse door hoon kyu door mein rahoon
Tera guroor hoon aa tu fasala mitta
Tu khawab sa mila kyun khawab toad doon
Bekhayali mein bhi tera bhi khayal aaye
Kyun bhichadna hain jaroori yeh sawal aaye
Thodasa mein khafaa ho gaya apane aap se
Thodasa tujhpe bhi bewajah me mallaaye
Hain ye tadapan hain yeh uljhan
Kaise jeeloon bina tere
Meri ab sab se hain anban
Ban te kyun yeh khuda mere
O o...
Yeh jo log baag hain jungle ki aag hain kyun aag mei jaloon
Yeh nakaam pyar mein khush hain yeh haar mein
In jaisa kyun banu
Raatein dengi bata nindomein teri he baat hain
Bhuloon kaise tujhe tu toh khayalomein sath hain
Bekhayali mein bhi tera bhi khayal aaye
Kyun bhichadna hain jaroori yeh sawal aaye
Nazron ke aage har ek manzar
Ret ki taraha bikhar raha hain
Dard tumhara badan mein mere
Zeher ki tarah utar raha hain
Aa zamaane aazmaale rooth ta nahi
Faasalon se hausla yeh toot ta nahi
Na hian vo bewafa aur na main hoon bewafa
Woh meri yaad toh ki tarah chootatha nahi
إرسال تعليق