1.Deewana Mujh Sa Nahin Lyrics from Teesri Manzil
Song: Deewana Mujh Sa NahinMovie: Teesri Manzil
Singer(s): Mohammad Rafi
Deewana mujh sa nahin,
Is ambar ke neeche,
Aage hai qatil mera,
Aur mein peeche peeche..
Paaya hai dushman ko,
Jab se pyaar ke kabil,
Tab se yeh aalam hai,
Rasta yaad na manzil,
Neend se jaise chalta hai koyi,
Chalna yunhi aankhen meeche..
Hamne bhi rakh di hai,
Kal pe kal ki baaten,
Jeevan kaa hasil hai,
Pal do pal ki baaten,
Do hi ghadi ko saath rahega,
Karna kya hai tanha jeeke..
Deewana mujh sa nahin,
Is ambar ke neeche,
Aage hai qatil mera,
Aur mein peeche peeche..
2.O Mere Sona Re Sona Re Sona Re Lyrics from Teesri Manzil
Song: O Mere Sona Re Sona Re Sona ReMovie: Teesri Manzil
Singer(s): Asha Bhosle
Music By: R D Burman
Lyricist(s): Majrooh Sultanpuri
O mere sona re sona re sona re, de dungi jan juda mat hona re
Maine tujhe jara der me jana, huwa kusur khafa mat hona re - (2)
O mere sona re sona re sona.......
O meree bahon se nikal ke, too agar mere raste se hat jayega
Toh laharake ho balkhake, meraa saya tere tan se lipat jayega
Chod ate hain kab yeh arman, kee mai bhi sath rahungi rahoge jahan
O mere sona re sona re sona.......
O miya hamse naa chipao, woh banavat kee saree adayen liye
Kee tum ispe ho itharaten, kee mai pichhe hu sau iltijan liye
Jee mai khush hu mere sona, jhuth hai kya, sach kahon naa
Kee mai bhee sath rahungee rahoge jahan
O mere sona re sona re sona.......
O phir hamse naa ulajh naa, nahee lat aur uljhan me pad jayegee
O pachataogi kuchh aise, kee yeh suraki labon kee utar jayegee
Yeh saja tum bhul najana, pyar ko thokar mat lagana
Kee chala jaunga phir mai najane kahan
O mere sona re sona re sona.......
3.O Hasina Julfon Vali Janejahan Lyrics from Teesri Manzil
Song: O Hasina Julfon Vali JanejahanMovie: Teesri Manzil
Singer(s): Asha Bhosle, Mohammad Rafi
(O hasina julfon vali janejahan
Dhundatee hain kafir aankhen kiska nishan) - (2)
Mehfil mehfil ae shama phiratee ho kahan
Woh anjana dhundatee hu, woh dewana dhundatee hu
Jalakar jo chhip gaya hai, woh parwana dhundatee hu
Garm hai tej hai yeh nigahe meree, kam aa jayengee sard aahe meree
Tum kisee rah me toh miloge kahee
Arey ishk hu mai kahee theharta hee nahee
Mai bhee hu galiyo kee parchhai, kabhee yaha kabhee vaha
Sham hee se kuchh ho jata hai, meraa bhee jadu jawan
O hasina julfon vali...
Chhup rahe hain yeh kya dhang hai aapka
Aaj toh kuchh naya rang hai aapka
Hai aaj kee rat mai kya se kya ho gayee
Aha aapki sadagee toh ada ho gayee
Mai bhee hu galiyo kee parchhai, kabhee yaha kabhee vaha
Sham hee se kuchh ho jata hai, meraa bhee jadu jawan
O hasina julfon vali...
Thehariye toh sahee kahiye kya nam hai
Meree badnamiyo kaa vafa nam hai
Oho katl kar ke chale yeh vafa khub hai
Hai najnina teree yeh ada khub hai
Mai bhee hu galiyo kee parchhai, kabhee yaha kabhee vaha
Sham hee se kuchh ho jata hai, meraa bhee jadu jawan
O hasina julfon vali...
4.Aaja Aaja Mai Hu Pyaar Tera Lyrics from Teesri Manzil
Song: Aaja Aaja Mai Hu Pyaar TeraMovie: Teesri Manzil
Singer(s): Mohammad Rafi, Asha Bhosle
Music By: R D Burman
Lyricist(s): Majrooh Sultanpuri
Aaja aaja mai hu pyaar tera, allah allah inkaar tera..
Ooo aaja, aah aah aaja.......
Tumpe hajaaro kee aankhe, chaahiye tumko sahaara ho...
Palako me aavu chhupa lu, naajuk tan yeh tumhaara..
Ooo aaja, aah aah aaja.......
Mera khayaal tumhe hain, maine abhee yahee jaana
Sachha hai pyaar ke jhuta, yeh hai mujhe aajmaana
Ooo aaja, aah aah aaja.......
Rakhna tha dil pe hamaare, haath chuda ke chalee ho
Jee ha jara yeh bhee kahiye, aag laga ke chalee ho
Aaja aaja me hun pyaar tera, allaah allaah inkaar tera
Ooo aaja, aah aah aaja......
5.Tumne Mujhe Dekha, Ho Kar Meharbaan Lyrics from Teesri Manzil
Song: Tumne Mujhe Dekha, Ho Kar MeharbaanMovie: Teesri Manzil
Singer(s): Mohammad Rafi
Music By: R D Burman
Lyricist(s): Majrooh Sultanpuri
Tumne mujhe dekha, ho kar meharbaan
Ruk gayee yeh jamin, tham gaya aasmaan
Jaaneman jaanejaan........
Kahee dard kee sehara me, rukate chalate hote
Inn hothho kee hasarat me, tapate jalate hote
Meharbaan ho gayee, julf kee badaliya
Jaaneman jaanejaan........
Lekar yeh hasin jalwe, tum bhee naa kaha pahuche
Aakhir ko mere dil tak, kadamo ke nishaan pahuche
Khatm se ho gaye, raste sab yaha
Jaaneman jaanejaan.......
Post a Comment