1.Ro Len De Lyrics from 1920 London
Song: Ro Len DeMovie: 1920 London
Singer(s): Shaarib Sabri
Music By: Shaarib , Toshi
Aaj ro len de ve jee bhar ke
Meri sasson se dagaa kar ke
Tu gayi muzko fana karke
Ve janiya..
Mera jakhm-e-dil hara kar de
Iss ghum ki ab dawa kar de
Nazroon ko bawafa kar de
Ve janiya..
Aadat hai teri ya tera nasha hai
Kaise battaoon tuzko rehbara
Aaj ro len de ve jee bhar ke
Meri sasson se dagaa kar ke
Tu gayi muzko fana karke
Ve janiya..
Ve janiya..ve janiya..
Hoon zinda hoon
Hain muzko hairat
Main tere bin jiya kaise
Sasson ne ki aisi jurrat
Zehar hase ke piya kaise
Tere dard se meri nisbat hai
Tere yaddon ki hasi sohbat hai
Ashqon se dil ko tarr kar de
Meri aahon main assar bhar de
Mrei nazron pe nazar kar de
Ve janiya..
Aaj ro len de ve jee bhar ke
Meri sasson se dagaa kar ke
Tu gayi muzko fana karke
Ve janiya..
2.Tujhko Mein Lyrics from 1920 London
Song: Tujhko MeinMovie: 1920 London
Singer(s): Shaan,Shaarib,Toshi
Music By: Toshi Sabri, Sharib Sabri, Amar Mohile, Kaushik, Akash-Jam, Shankar-Jaikishan
Tujhko main aankhon main chupa loon
Main chahun jab dekhun
Tere bina na ho subah...-2
Duniya tu meri
Tuz bin main hoon bewajah
Rehta hoon tujhme
Ehsaas toh kar jara
Tujhko main aankhon main chupa loon
Main chahun jab dekhun
Tere bina na ho subah
Dehun kabhi na main khwab aisa
Jisme na ho tu kasam se bakhuda
Shamil hai muz main tu iss tarah se
Hoothon pe jaise rahe koi duaa
Tujhko main aankhon main chupa loon
Main chahun jab dekhun
Tere bina na ho subah..-2
Palkon ka meri tu hai sitara
Tuzmain basa hai ye dil..yeh rooh..yeh jaan
Tune laboon se jo chuu liya toh
Main jee utha hoon yakeen kar mera
Tujhko main aankhon main chupa loon
Main chahun jab dekhun
Tere bina na ho subah...-2
3.Rootha Kyun Lyrics from 1920 London
Song: Rootha KyunMovie: 1920 London
Singer(s): Mohit Chauhan, Shaarib, Toshi, Payal Dev
Music By: Toshi Sabri, Sharib Sabri, Amar Mohile, Kaushik, Akash-Jam, Shankar-Jaikishan
Rootha kyun muzse khafa na hona itna tu
Saansain bhi tere bina main na lu
Jane kyun bewaajah
Ohh..hoo..
Rehne de
Teri mohabbaton main rehne de
Tere khwabhon main muze behne de
Aisa hone de tu zara
Main toh tere shab ki subah hoon na
Hathon ki lakiroon main likha hoon na..-2
Rehta hai mere hoothon pe tere hoothon ka nishaan
Hota hai tanha raaton main tere hone ka gumaar
Muzhe mehsoos hua hai aisa laga hai
Tumne chhua hai na
Main toh tere shab ki subah hoon na
Hathon ki lakiroon main likha hoon na..-2
Hmmm....ohh..
Laazim hai ..jaise sasson ke liye laazim hai hawa
Waise hi mere liye zarrori hona hai tera
Tere mere pyar ka rishta sadiyon rehega
Sadiyo raha hai na
Main toh tere shab ki subah hoon na
Hathon ki lakiroon main likha hoon na..-2
4.Gumnaam Hai Koi Lyrics from 1920 London
Song: Gumnaam Hai KoiMovie: 1920 London
Singer(s): Jubin Nautiyal, Antara Mitra
Music By: Toshi Sabri, Sharib Sabri, Amar Mohile, Kaushik, Akash-Jam, Shankar-Jaikishan
Hai dard agar mera
Woh kyun isse hai chuu raha
Fikar use meri ha
Nahi jo mera
Ye ishq hai
Ya ahhq hai
Jo meri aakhon mein
Hai kyun aise bheegta
Gumnaam hai koi,badnaam hai koi
Kisko khabar kon hai woh
Anjaan hai koi....-2
Gumnaam hai..koi..
Umeed si kuch toh aaj bhi hai
Dil main, kissi se
Ab tak hoon zinda
Mehfuz bhi hai kaise
Yaha pe ye ishq hai
Ya ahhq hai
Jo meri aakhon mein
Hai kyun aise bheegta
Gumnaam hai koi,badnaam hai koi
Kisko khabar kon hai woh
Anjaan hai koi....-2
Gumnaam hai..koi..
Post a Comment